तुममे देखा, हम ही हम है
हंसी ओंठ पर आँखें नम है!
हंसकर रोने का मौसम है!!
सारी यादों को पछाड़ कर!
सबसे ऊपर तेरा ग़म है!!
खुदा सुखी है इस दुनिया से!
दुखी बचे तो केवल हम है!!
ताल ठोककर खड़े है हम भी!
देखे दुनिया में कितना दम है!!
इश्क के पागलपन का ये आलम!
तुममे देखा, हम ही हम है!!
हंसकर रोने का मौसम है!!
सारी यादों को पछाड़ कर!
सबसे ऊपर तेरा ग़म है!!
खुदा सुखी है इस दुनिया से!
दुखी बचे तो केवल हम है!!
ताल ठोककर खड़े है हम भी!
देखे दुनिया में कितना दम है!!
इश्क के पागलपन का ये आलम!
तुममे देखा, हम ही हम है!!
टिप्पणियाँ
kaise itnee himmat kam hai.
Maana kaatee gayi jaden hain,
patta patta tab bhi nam hai.
kyon thi itnee khwahish man mein,
jab chaahat itnee bedam hai.
ham hi ham hain socha tha to,
aur kisee ka kaisa gam hai.
chalo katavo gardan hanskar,
jab saathi itna nirmam hai.
jab saathi itna nirmam hai"
Sir, Gazal ke upar itni sunder Gazal likh dali hai ki padh kar man khush ho gaya.
Is Gazal ke sare sher shandar lage par ye sher to mano positive bane rahne ka sandesh hi tha-
"Maana kaatee gayi jaden hain,
patta patta tab bhi nam hai"
Sir, aapki Blog profile sarvjanik nhi hone se log use nhi dekh pa rhe hain, Kripya uske setting me jakar Profile Sarvjanik kare ka option enable kare.
Ek bar fir se rachna padhne or uspar pratrikriya me itni shandar Gazal likhne ka shukriya.